Cheekhain…
Posted by Ali Abbas in Todays Thought on 29. Sep, 2011 | 13 Comments
kamray ki sab he khirkian band theen… roshni madhum suron main darwazay ki oat say dakhil ho rahi thi… sehmi sehmi si… khamosh kay jesay koi dar tha… sakoot ka pehra charon ore chahya hwa tha… samnay ki traf ik table per kharab hwa computer rhka tha… jiss k agay ik tooti hwi kursi rakhi [...]
Hamsafar
Posted by Ali Abbas in Todays Thought, Urdu Poetry on 21. Jul, 2011 | 0 Comments
main pareshan hun … aur meri pareshani yeh hai kay ajj kal mujhay koi pareshani nahi … aisa nahi kay main nashukra hun.. aisa bhi nahi kay mujhay iss ehsas ki ehmiyat ka andaza nahi.. mager buss.. ik ajeeb sa sakun tari hai mujh par.. shayad wajd main hun .. shayad intezar main .. yeh [...]
